Monday, June 23, 2014

Sab Kuchh Luta Ke Hosh Me Aaye To Kya Kiya

na puchho pyar ki hamne jo haqeqat dekhi
wafa ke naam pe bikte hue ulfat dekhi
kisi ne lut liya aur hame khabar na hui
khuli jo aankh to barbaad mohabbat dekhi

sab kuchh luta ke hosh me aaye to kya kiya
sab kuchh luta ke hosh me aaye to kya kiya
din ne agar charag jalaye to kya kiya
sab kuchh luta ke hosh me aaye to kya kiya

main wo kali hu jo na baharo me khil saki
main wo kali hu jo na baharo me khil saki
wo dil hu jisko pyar ki manzil na mil saki
manzil na mil saki
pathar pe hamne phul chadhaye to kya kiya
din ne agar charag jalaye to kya kiya
sab kuchh luta ke hosh me aaye to kya kiya

jo mil na saka pyar gam ki sham to mile
jo mil na saka pyar gam ki sham to mile
ek bewafaa se pyar ka anjaam to mile
ae maut jald aa
ae maut jald aa zara aaram to mile
 
https://www.youtube.com/watch?v=M06qGuUH0fo
 
 

No comments:

Post a Comment