Kaise bataaye kyun tujhako chaahe, yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekho jo baaki aankhein tujhe samjhaaye
Tu jaane na, tu jaane na, tu jaane na, tu jaane na
Milake bhi hum na mile tumase na jaane kyun milon ke hai faasale
Tumase na jaane kyun anjaane hai silsile
Tumase na jaane kyun sapane hai palakon tale
Tumase na jaane kyun
Kaise bataaye kyun tujhako chaahe, yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekho jo baaki aankhein tujhe samjhaaye
Tu jaane na, tu jaane na, tu jaane na, tu jaane na
Nigaahon mein dekho meri jo hai bas gaya
Woh hai milata tumase hubahu
O o o jaane teri aankhein thi ya baatein thi wajah
Huye tum jo dil ki aaraju
Tum paas hoke bhi tum aas hoke bhi
Ehsaas hoke bhi apane nahi aise hai
Hamako gile tumase na jaane milon ke hai faasale
Tumase na jaane kyun
Tu jaane na, tu jaane na, tu jaane na, tu jaane na
Ho jaane na, jaane na, jaane na, jaane na
Aa aa aa..... tu jaane na
Khayaalon mein laakhon baatein yuun toh keh gaya
Bola kuchh na tere saamane
O o o huye na begaane bhi tum hoke aur ke
Dekho tum na mere hi bane
Afsos hota hai dil bhi yeh rota
Sapane sanjota hai pagala huwa soche yeh
Hum the mile tumase na jaane kyun milon ke hai faasale
Tumase na jaane kyun anjaane hai sisile
Tumase na jaane kyun sapane hai palakon tale
Tumase na jaane kyun o o o o....
Kaise bataaye kyun tujhako chaahe, yaara bata na paaye
Baatein dilon ki dekho jo baaki aankhein tujhe samjhaaye
Tu jaane na, tu jaane na, tu jaane na, tu jaane na....
Surajmukhi tera pyaar anokha hai
Har subah ko khilna hai
Har shaam ko murjhaana hai
Suraj ne kya tere
Is marm ko jaana hai
Ye kaisa rishta hai
Ye kaisa naata hai
Suraj mukhi..................
Pyase adhron par anjane mein
Koi geet jo pyar ke aa jayin
Man ko chhoo kar dard ka jhonka ye
Ashk bane nas nas mein sama jaaye
Jaise shabnam se bheege
Phoolon ka anchal kora
Koi kiran sahla jaaye
Dard ko yun sahla kar
Man ko yun bharma kar
Kirno ke sahre tera ye
Jeevan chal padta hai
Ye kaisa rishta hai......
Sooraj mukhi........
Gahan andheri raahon mein
Kyon sath ye kirne chhod gayi hain
In modo par preet ki dori ka
Ye bandhan tod gayi hain
Jeevan ke upvan ka maali
Jab naa raha phuli bagiyan mein
Kaun tere is maun prashn ka
Uttar dega is duniya mein
Tod ke pyara sapna
Sukh samet kar apna
Kyon chhod ye sath adura
Ye jeevan chal padta hai..
Ye kaisa rishta hai...
Suraj mukhi..